Sabih Rehmani
-:- WELCOME TO SABIH REHMANI FORUM -:-

Join the forum, it's quick and easy

Sabih Rehmani
-:- WELCOME TO SABIH REHMANI FORUM -:-
Sabih Rehmani
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
Search
 
 

Display results as :
 


Rechercher Advanced Search

Log in

I forgot my password

Latest topics
» Aplus RehmaT E ramzaan Hosted By sahir Lodhi
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptyFri Apr 18, 2014 4:21 pm by aliswl24

» Message Of Sabih Rehmani
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptyFri Jan 17, 2014 9:33 am by zoiocean

» Pakistan main Naat goee ki tehreek (aik sarsari jaiza)
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptySun Sep 08, 2013 5:26 pm by sabaz jali

» MUHAMMED MEHBOOB (Bazm-e-Ghousia)
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptySun Sep 08, 2013 5:22 pm by sabaz jali

» Searching For Naat
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptyThu Aug 29, 2013 5:58 am by Usman Munir

» PIR SYED NASEER UD DIN NASEER SAHIB, NAAT, LAHAD MEIN WO SURAT DIKHAI GAI HAY
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptyFri Aug 02, 2013 6:43 am by oktzai

» Famous Naat khwans Latest Naat
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptyWed Jul 03, 2013 10:21 am by crisalex

» naat,hamad
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptySun Jun 30, 2013 7:57 pm by muhammad.shaban293@gmail.

» Naat Needed
KHUFIA SADQAY KI TAQAT EmptyWed May 15, 2013 10:47 am by Adeel

Statistics
We have 2331 registered users
The newest registered user is MD.Saleem

Our users have posted a total of 5673 messages in 3716 subjects
Gallery


KHUFIA SADQAY KI TAQAT Empty
Poll

Who is your favourite Naat Poet?

KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_lcap23%KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_rcap 23% [ 40 ]
KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_lcap7%KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_rcap 7% [ 13 ]
KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_lcap36%KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_rcap 36% [ 63 ]
KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_lcap3%KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_rcap 3% [ 6 ]
KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_lcap9%KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_rcap 9% [ 16 ]
KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_lcap2%KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_rcap 2% [ 3 ]
KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_lcap19%KHUFIA SADQAY KI TAQAT Vote_rcap 19% [ 33 ]

Total Votes : 174

RSS feeds


Yahoo! 
MSN 
AOL 
Netvibes 
Bloglines 


May 2024
MonTueWedThuFriSatSun
  12345
6789101112
13141516171819
20212223242526
2728293031  

Calendar Calendar

Who is online?
In total there are 10 users online :: 0 Registered, 0 Hidden and 10 Guests

None

[ View the whole list ]


Most users ever online was 89 on Wed Feb 16, 2011 7:54 am

KHUFIA SADQAY KI TAQAT

Go down

KHUFIA SADQAY KI TAQAT Empty KHUFIA SADQAY KI TAQAT

Post  zarnigar Tue Oct 06, 2009 11:00 am

Hazrat Anas(RA)kehtay hain ke RASOOL ALLAH(SAW)ne farmaya ke jab ALLAH TAALA ne zameen ko peda farmaya to hilnay lagi,ALLAH TAALA ne us per paharron ko peda farmaya to wo barqarar ho gai to farishton ko paharron ki taqat se bohat taajjub hua aur unhon ne arz kia ke aye PARWARDIGAR! kia teri makhlooqat mein paharr se ziada taqatwar koi chiz he?to IRSHAD E BAARI TAALA hua haan,loha he to farishton ne kaha ke kia lohay se bhi ziada taqatwqr koi makhlooq he?to farmaya han aag he to farishton ne kaha ke kia teri makhlooq mein aag se bhi ziada taqatwar koi chiz he? to farmaya ke han!pani he to farishton ne kaha ke kia pani se bhi ziada taqatwar koi makhlooq he? to farmaya ke han!hawa he to farishton ne kaha ke kia teri makhlooqat mein hawa se barrh kar taqatwar koi chiz he? to farmaya ke han! ibn e adam ka wo sadqa jis ko wo apnay dahinay hath se bhi chupaye(yani khoob chupa kar sadqa de)
(mishkat,jild 1page 170/bahawala e tirmizi)
TABSARA:
Hadis ka matlab ye hay ke paharr, loha, aag, pani,hawa ye sab agarche bohat hi taqatwar makhlooqat hein- magar balaaon aur musibaton ko jis tarha ibn e adam ka chupa hua sadqa taal deta he na paharr taal saktay hain na lohay ke hathiar ,na aag ke alaao na pani ke selab na aandhion ke toofan, lihaza sabit hua ke in sab se ziada taqatwar chiz musalman ka wo sadqa he jis ko wo is tarha chupa kar de ke apnay dahinay hath se de to bayen hath ko is ki khabar na ho-kionke balaon aur musibaton kotaalnay aur rafa karnay mein sab se barrh kar taqatwar yehi sadqa he-kionke baras ha baras ka apna aur apnay buzurgon ka yehi tajarba he ke jab kisi bimari ki balaon aur wabaon ka zor hua ya selab aagaya ya taweel musladhar barish ka silsila shuroo ho gaya to awam aur hukoomat ki poori koshishon aur tadbeeron aur har qism ke ke ilaj o mualjay ke bawajud ye wabain aur balain khatm na huyen-magar jab sadaqaat kiay gaye to ARHAM-AR-RAHIMEEN ka aisa rehm o karam zahir hua ke dekhtay dekhtay aik dam ye sari wabain aur balain door ho gayen-HUZOOR PAAK(SAW)ka irshad e girami he ke!!!'' SADAQAY SE KHUDA KE GHAZAB KI AAG BUJH JATI HE'' yani bandon ke sadqay karnay khususan chupa kar sadqadenay se ALLAH TAALA apnay qehr o jalal ko zahir farmanay ke bajaye khush ho kar apnay rehm o karam ki tajjali farmata he aut us ke rehm o karam ka zahoor hotay hi sari wabain aur balain door ho jati hain.

duaon ki talib
zarnigar

zarnigar
SENIOR MEMBER
SENIOR MEMBER

Posts : 1569
Points : 3715
Join date : 2009-08-23

Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum