Sabih Rehmani
-:- WELCOME TO SABIH REHMANI FORUM -:-

Join the forum, it's quick and easy

Sabih Rehmani
-:- WELCOME TO SABIH REHMANI FORUM -:-
Sabih Rehmani
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
Search
 
 

Display results as :
 


Rechercher Advanced Search

Log in

I forgot my password

Latest topics
» Aplus RehmaT E ramzaan Hosted By sahir Lodhi
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptyFri Apr 18, 2014 4:21 pm by aliswl24

» Message Of Sabih Rehmani
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptyFri Jan 17, 2014 9:33 am by zoiocean

» Pakistan main Naat goee ki tehreek (aik sarsari jaiza)
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptySun Sep 08, 2013 5:26 pm by sabaz jali

» MUHAMMED MEHBOOB (Bazm-e-Ghousia)
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptySun Sep 08, 2013 5:22 pm by sabaz jali

» Searching For Naat
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptyThu Aug 29, 2013 5:58 am by Usman Munir

» PIR SYED NASEER UD DIN NASEER SAHIB, NAAT, LAHAD MEIN WO SURAT DIKHAI GAI HAY
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptyFri Aug 02, 2013 6:43 am by oktzai

» Famous Naat khwans Latest Naat
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptyWed Jul 03, 2013 10:21 am by crisalex

» naat,hamad
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptySun Jun 30, 2013 7:57 pm by muhammad.shaban293@gmail.

» Naat Needed
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH EmptyWed May 15, 2013 10:47 am by Adeel

Statistics
We have 2331 registered users
The newest registered user is MD.Saleem

Our users have posted a total of 5673 messages in 3716 subjects
Gallery


NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Empty
Poll

Who is your favourite Naat Poet?

NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_lcap23%NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_rcap 23% [ 40 ]
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_lcap7%NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_rcap 7% [ 13 ]
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_lcap36%NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_rcap 36% [ 63 ]
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_lcap3%NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_rcap 3% [ 6 ]
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_lcap9%NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_rcap 9% [ 16 ]
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_lcap2%NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_rcap 2% [ 3 ]
NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_lcap19%NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Vote_rcap 19% [ 33 ]

Total Votes : 174

RSS feeds


Yahoo! 
MSN 
AOL 
Netvibes 
Bloglines 


April 2024
MonTueWedThuFriSatSun
1234567
891011121314
15161718192021
22232425262728
2930     

Calendar Calendar

Who is online?
In total there are 17 users online :: 0 Registered, 0 Hidden and 17 Guests

None

[ View the whole list ]


Most users ever online was 89 on Wed Feb 16, 2011 7:54 am

NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH

Go down

NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH Empty NAAT MEIN MUBALGHAY KI TASHREEH

Post  nosheen Wed Mar 31, 2010 12:03 am

Naat mein mamdooh ki sifaat o muqamaat ke bayan mein choonkay kamtar az haqeeqat muqam e mamdooh he is liye wo mubalgha nahin rehta-
hamaray is qoul ki tayeed mein qaseeda burdah shareef ke do shair dekhiye
tarjuma:-Huzoor Nabi e Kareem(Sallalah o Alaih e Wasallam)ko wo na kaho jo nasara ne(Khuda ka beta)kaha,apnay nabi(Hazrat Eesa Alaih es salam)ke liye is ke siwa jo bhi izzat azmat ke kalmaat mumkin hon bila jhijak kah do aur jo hukm chahay lagao"

AIK AUR FARQ:-Shayer ka qalb mamdooh ki sana ki khushboo se mehek uthta he,dil e bina naseeb hota he-Ishq e walehana ki kashish sadaqat ki manzil tak le ja kar FATTAB E OONI ka taaruf karati he-Josh e aqeedat e qalb ke khalwat kaday se chal kar itaat o itteba e rasool ke aastanay par sajda raiz ho jata he is ki ye ada(naat goi)is ka ye amal khallaq e do jahan ko itna pasand ata he ke wo usay apna mehboob bana leta he aur ye muqam sirf naat he-

QUL IN KUNTUM TUHIBBOON ALLAHA FATTAB E OONI YUHBIBKUM ULLAH

Ghazal mein jo khayal pesh hota he is mein mehboob se guftugoo mein adab o ehteram ki pabandi nahin-Agarchay ye saliqa ghazal ke ehteram mein izafay ka bais hota he lekin adab o ehteram ki wo pabandi nahin jo naat mein lazim he-Yahan na sirf khayal ko saliqa diya jata he balkay alfaz bhi unhin munasbaat se intekhab kiye jatay hein,agar naat mein ye baat pesh e nazar ho-
Adab ga heest zair e asmaan az arsh nazuk tar
nafas gum karda mi ayad junaid o ba yazeed een ja
To ishq ki sar masti ki kefiyaat aur jazbae josh e junoon ko lehjay ka saliqa aur naghmaat e qudsi ka tarannum mil jata he-Ghazal mein shayer apni parwaz e takhayyul ko sahara bana kar khoob ko khoob tar banata he jab ke naat go ki chashmaan e arzoo ahadees nabwi aur ayaat e quraani mein izhaar ka zareea aur saliqa dhoondti he-

Naat ki bunyad ishq e rasool he jis ke baghair shayeri namood o fun he-Namood o ijz nahin,iftekhar e sukhan he iftekhar e ishq nahin shikwa eadab tousha e akhrat nahin,jazbaat ki ubharti hui mouj he,raffat e adraak nahin,ghazal raffat e adraak tak rasaai se mehroom,naat arsh ki raffaton par khanda zan-Khud naat apna wasf is tarah bayan karti he-
Hay meray lafz lafz mein gar husn o dilkashi
Is ka ye raaz he mera maiyaar aap hein
yoon to rivayati ghazal aur naat ke darmian farq ki aur bhi misalain hein lekin in donon mein zamaan o makan thay na maah o saal,ghazal ka ye naseeb kahan-
IQTEBAAS(NAATIA ADAB MEIN TANQEED AUR MUSHKILAAT E TANQEED)By ADEEB RAI PURI

nosheen
SENIOR MEMBER
SENIOR MEMBER

Posts : 237
Points : 636
Join date : 2009-06-13

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum