Search
Similar topics
Log in
Latest topics
Statistics
We have 2331 registered usersThe newest registered user is MD.Saleem
Our users have posted a total of 5673 messages in 3716 subjects
Who is online?
In total there are 7 users online :: 0 Registered, 0 Hidden and 7 Guests None
Most users ever online was 89 on Wed Feb 16, 2011 7:54 am
sabih rehmani
3 posters
Page 1 of 1
hamid- SENIOR MEMBER
- Posts : 271
Points : 757
Join date : 2009-06-12
Re: sabih rehmani
https://2img.net/r/ihimizer/img185/9673/65365164764970202907100.jpg
hamid- SENIOR MEMBER
- Posts : 271
Points : 757
Join date : 2009-06-12
Re: sabih rehmani
tasweer tou achi hai par hamid sahib inko muskarana bhi tou sikhaiye....aisa lagta hai sabih rehmani sahib muskarana bhool gaye hun!
sahar4life- 5-Star
- Posts : 53
Points : 101
Join date : 2010-10-10
SABIH REHMANI
Ishq e Rasool Sallalaho Alaihe Wassalam main doob kar midhate Mustafa Sallalaho Alaihe Wasallam likhnay walay naat go shayer aur Mahboob e do jahan Sallalaho Alaihe Wasallam ki yaad mein pooray zouq o shouq se madah saraye karney walay kisi bhi insaan ka darja aik aam insaan se kahin ziada buland he Sabih Rehmani Saheb ka naam bhi un buland paya insanon mein sare fehrist he aap ne Huzoor e Akram Sallalaho Alaihe Wasallam ki shan mein be shumar naat ke nazrane pesh kiye hen Allah aap ke darajat ko mazeed buland farmaye aur aap ki izzat o touqeer mein mazeed izafa farmaye.
Kisi insaan ko ye zaib nahin deta ke wo aik naat khawan ke barey mein is tarah lab kushai kare hamein naat khawanon ka adab ehteraam malhooz e khatir rakhna chahiye
Kisi insaan ko ye zaib nahin deta ke wo aik naat khawan ke barey mein is tarah lab kushai kare hamein naat khawanon ka adab ehteraam malhooz e khatir rakhna chahiye
zarnigar- SENIOR MEMBER
- Posts : 1569
Points : 3715
Join date : 2009-08-23
Re: sabih rehmani
zarnigar wrote:Ishq e Rasool Sallalaho Alaihe Wassalam main doob kar midhate Mustafa Sallalaho Alaihe Wasallam likhnay walay naat go shayer aur Mahboob e do jahan Sallalaho Alaihe Wasallam ki yaad mein pooray zouq o shouq se madah saraye karney walay kisi bhi insaan ka darja aik aam insaan se kahin ziada buland he Sabih Rehmani Saheb ka naam bhi un buland paya insanon mein sare fehrist he aap ne Huzoor e Akram Sallalaho Alaihe Wasallam ki shan mein be shumar naat ke nazrane pesh kiye hen Allah aap ke darajat ko mazeed buland farmaye aur aap ki izzat o touqeer mein mazeed izafa farmaye.
Kisi insaan ko ye zaib nahin deta ke wo aik naat khawan ke barey mein is tarah lab kushai kare hamein naat khawanon ka adab ehteraam malhooz e khatir rakhna chahiye
masha'Allah Sabeeh Rehmani sahib bari zaberdast wakalat ki Zarnigar sahiba ney arrey huzoor hum ney aisa bhi kiya keh diya aur yeh sab naat khawan kiya aasmaan sey utray huwey hain merey Habib e Kibriya ki midhat kartey hain aur saath main khoobsurat nazraney bhi tou laitey hain qasam sey zaberdast duniya daar hain yeh sab profesional naat khawan jin main sab kay sab aatey hain jitna bara naam itna bara nazrana wah kiya baat hai yeh izzat hi tou karwatey hain aap jesay logoun sey masha'allah! aur koi auliya allah nahin ban jatey jo inki shaan main faraq aa jata hai hamara yeh taqaza karney sey kay thora sa muskara bhi liya karain....aap ko tou khabar ho gi Zarnigar sahiba her program aap ki nazar sey hi tou guzarta hai....Midhat e Nabi kay liye rab ney inko tofeeq di tou kar patey hain inka iss main kamaal kiya???
sahar4life- 5-Star
- Posts : 53
Points : 101
Join date : 2010-10-10
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
Fri Apr 18, 2014 4:21 pm by aliswl24
» Message Of Sabih Rehmani
Fri Jan 17, 2014 9:33 am by zoiocean
» Pakistan main Naat goee ki tehreek (aik sarsari jaiza)
Sun Sep 08, 2013 5:26 pm by sabaz jali
» MUHAMMED MEHBOOB (Bazm-e-Ghousia)
Sun Sep 08, 2013 5:22 pm by sabaz jali
» Searching For Naat
Thu Aug 29, 2013 5:58 am by Usman Munir
» PIR SYED NASEER UD DIN NASEER SAHIB, NAAT, LAHAD MEIN WO SURAT DIKHAI GAI HAY
Fri Aug 02, 2013 6:43 am by oktzai
» Famous Naat khwans Latest Naat
Wed Jul 03, 2013 10:21 am by crisalex
» naat,hamad
Sun Jun 30, 2013 7:57 pm by muhammad.shaban293@gmail.
» Naat Needed
Wed May 15, 2013 10:47 am by Adeel